Wednesday 2 January 2019

Kirti Stambh located at Chittorgarh, Rajasthan, India




This photograph contains the pictures of Hindi commemorative stone and Ancient Jain Kirti Stambh located at Chittorgarh fort Rajasthan, India. This tower dedicated to Adinatha, the first of twentyfour Tirthankars, was built by Digambara Jain community in the 12th century A. D. It is 75' high with a narrow staircase.


Hindi commemorative stone Describes all this information :


' Keerti Stambh


Prtham Jain tirthankar Adinath ko smarpit is stambh ka nirman Bhagerwal Sampardaye me shresthi Jeeja evm Puransingh ne Bikini samvat 1357(1301 AD) me karwaya. 24.5 meter uncha chhe manzila stambh chokor (square) Jagti (Foundation) par sathit hai jisme uper ki manzil tak pahunchne ke liye andar se sopan (stairs) bane hain jahan 12 stambhon par aadharit ek mandap hai. Nichle varg ke bahari bhag me char tirthankron kind murtian utkirn (situated) hain. Upri manzilon ko saikdon manav akrition (murtian) as alankrit (decorated) kiya gaya ha. Iske samip hi unchi jagti par sathit chohdhvin sadi me nirmit Jain mandir hai jo ki yojna me garbhgrih tatha mandap yukat hai. Mandir ka andruni bhag murtion see alankrit hair.'




Photographs gifted by Inderjeet Singh Sahib

No comments:

Post a Comment